- Index of Books 182407
-
-
Book Categories
-
Children's Literature1885
Medicine811 Movements285 Novel4179 -
Book Categories
- Bait Bazi11
- Catalogue / Index5
- Couplets64
- Deewan1415
- Doha64
- Epics97
- Exegesis177
- Geet81
- Ghazal967
- Haiku12
- Hamd36
- Humorous37
- Intikhab1515
- Keh mukarni6
- Kulliyat647
- Mahiya19
- Majmua4605
- Marsiya363
- Masnavi790
- Musaddas54
- Naat508
- Nazm1135
- Others65
- Paheli17
- Qasida175
- Qawwali19
- Qit'a56
- Quatrain278
- Quintuple18
- Rekhti12
- Remainders27
- Salaam32
- Sehra9
- shahr-Ashob, Hajw, Zatal Nama13
- Tareekh-Goi26
- Translation73
- Wasokht24
Sher of Ibn-e-Safi
chāñd kā husn bhī zamīn se hai
chāñd par chāndnī nahīñ hotī
Ibn-e-Safichand ka husn bhi zamin se hai
chand par chandni nahin hoti
-
Tag : Chaand
-
Share this
- See Ghazal
- Critique
- Comments
- Download
likhne ko likh rahe haiñ ġhazab kī kahāniyāñ
likkhī na jā sakī magar apnī hī dāstāñ
Ibn-e-Safilikhne ko likh rahe hain ghazab ki kahaniyan
likkhi na ja saki magar apni hi dastan
-
Share this
- See Ghazal
- Critique
- Comments
- Download
husn banā jab bahtī gañgā
ishq huā kāġhaz kī naav
Ibn-e-Safihusn bana jab bahti ganga
ishq hua kaghaz ki naw
zamīn kī kokh hī zaḳhmī nahīñ andheroñ se
hai āsmāñ ke bhī siine pe āftāb kā zaḳhm
Ibn-e-Safizamin ki kokh hi zaKHmi nahin andheron se
hai aasman ke bhi sine pe aaftab ka zaKHm
-
Tag : Aasman
-
Share this
- See Ghazal
- Critique
- Comments
- Download
dil sā khilaunā haath aayā hai
khelo toḌo jī bahlāo
Ibn-e-Safidil sa khilauna hath aaya hai
khelo toDo ji bahlao
-
Tag : Dil
-
Share this
- See Ghazal
- Critique
- Comments
- Download
bil-āḳhir thak haar ke yaaro ham ne bhī taslīm kiyā
apnī zaat se ishq hai sachchā baaqī sab afsāne haiñ
Ibn-e-Safibil-aKHir thak haar ke yaro hum ne bhi taslim kiya
apni zat se ishq hai sachcha baqi sab afsane hain
-
Share this
- See Ghazal
- Critique
- Comments
- Download
Duub jaane kī lazzateñ mat pūchh
kaun aise meñ paar utrā hai
Ibn-e-SafiDub jaane ki lazzaten mat puchh
kaun aise mein par utra hai
-
Share this
- See Ghazal
- Critique
- Comments
- Download
din ke bhūle ko raat Dastī hai
shaam ko vāpsī nahīñ hotī
Ibn-e-Safidin ke bhule ko raat Dasti hai
sham ko wapsi nahin hoti
-
Share this
- See Ghazal
- Critique
- Comments
- Download
dekh kar merā dasht-e-tanhā.ī
rañg-e-rū-e-bahār utrā hai
Ibn-e-Safidekh kar mera dasht-e-tanhai
rang-e-ru-e-bahaar utra hai
-
Share this
- See Ghazal
- Critique
- Comments
- Download
ajiib baat hai kīchaḌ meñ lahlahā.e kañval
phaTe purāne se jismoñ pe saj ke resham aa.e
Ibn-e-Safiajib baat hai kichaD mein lahlahae kanwal
phaTe purane se jismon pe saj ke resham aae
-
Share this
- See Ghazal
- Critique
- Comments
- Download
bujh gayā dil to ḳharābī huī hai
phir kisī shola-jabīñ se miliye
Ibn-e-Safibujh gaya dil to KHarabi hui hai
phir kisi shola-jabin se miliye
-
Share this
- See Ghazal
- Critique
- Comments
- Download
join rekhta family!
Rekhta Gujarati Utsav I Vadodara - 5th Jan 25 I Mumbai - 11th Jan 25 I Bhavnagar - 19th Jan 25
Register for free
-
Children's Literature1885
-