Sher of Pirzada Qasim
įø³huun se jab jalÄ diyÄ ek diyÄ bujhÄ huÄ
phir mujhe de diyÄ gayÄ ek diyÄ bujhÄ huÄ
TRANSLATION
When, with my blood, I did light an unlit lamp,
Again, I was asked to light, another unlit lamp.
Sagar Akbarabadi
KHun se jab jala diya ek diya bujha hua
phir mujhe de diya gaya ek diya bujha hua
TRANSLATION
When, with my blood, I did light an unlit lamp,
Again, I was asked to light, another unlit lamp.
Sagar Akbarabadi
-
Share this
- See Ghazal
- Critique
- Comments
- Download
ik sazÄ aur asÄ«roƱ ko sunÄ dÄ« jaa.e
ya.anÄ« ab jurm-e-asÄ«rÄ« kÄ« sazÄ dÄ« jaa.e
ek saza aur asiron ko suna di jae
yani ab jurm-e-asiri ki saza di jae
-
Share this
- See Ghazal
- Critique
- Comments
- Download
shahr talab kare agar tum se ilÄj-e-tÄ«ragÄ«
sÄhab-e-iįø³htiyÄr ho aag lagÄ diyÄ karo
shahr talab kare agar tum se ilaj-e-tiragi
sahab-e-iKHtiyar ho aag laga diya karo
-
Share this
- See Ghazal
- Critique
- Comments
- Download
us kÄ« įø³hvÄhish hai ki ab log na ro.eƱ na haƱseƱ
be-hisÄ« vaqt kÄ« ÄvÄz banÄ dÄ« jaa.e
us ki KHwahish hai ki ab log na roen na hansen
be-hisi waqt ki aawaz bana di jae
-
Share this
- See Ghazal
- Critique
- Comments
- Download
tumheƱ jafÄ se na yuuƱ baaz aanÄ chÄhiye thÄ
abhÄ« kuchh aur mirÄ dil dukhÄnÄ chÄhiye thÄ
tumhein jafa se na yun baz aana chahiye tha
abhi kuchh aur mera dil dukhana chahiye tha
Ĕham se bahal rahe haiƱ aap aap bahut ajiib haiƱ
dard meƱ Dhal rahe haiƱ aap aap bahut ajiib haiƱ
gham se bahal rahe hain aap aap bahut ajib hain
dard mein Dhal rahe hain aap aap bahut ajib hain