aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
1931 - 2002 | Karachi, Pakistan
One of the most prominent modern Urdu poets. Popular among masses for his unconventional ways
mai.n bhii bahut ajiib huu.n itnaa ajiib huu.n ki bas
ilaaj ye hai ki majbuur kar diyaa jaa.uu.n
jo guzaarii na jaa sakii ham se
aaj bahut din baa'd mai.n apne kamre tak aa niklaa thaa
tumhaaraa hijr manaa luu.n agar ijaazat ho
ham ko yaaro.n ne yaad bhii na rakhaa
'jaun' duniyaa kii chaakarii kar ke
haa.n Thiik hai mai.n apnii anaa kaa mariiz huu.n
apne sar ik balaa to lenii thii
kyaa sitam hai ki ab tirii suurat
mai.n le ke dil ke rishte ghar se nikal chukaa huu.n
mai.n ne har baar tujh se milte vaqt
husn kahtaa thaa chhe.Dne vaale
merii baa.nho.n me.n bahakne kii sazaa bhii sun le
dil-e-barbaad ko aabaad kiyaa hai mai.n ne
siina dahak rahaa ho to kyaa chup rahe ko.ii
kyaa takalluf kare.n ye kahne me.n
gaahe gaahe bas ab yahii ho kyaa
zabt kar ke ha.nsii ko bhuul gayaa
jo hu.aa 'jaun' vo hu.aa bhii nahii.n
be-qaraarii sii be-qaraarii hai
kyaa ye aafat nahii.n 'azaab nahii.n
mai.n jurm kaa e'tiraaf kar ke
aur to kyaa thaa bechne ke liye
ik ajab haal hai ki ab us ko
apne sab yaar kaam kar rahe hai.n
zindagii ek fan hai lamho.n ko
kis liye dekhtii ho aa.iina
bin tumhaare kabhii nahii.n aa.ii
nahii.n duniyaa ko jab parvaa hamaarii
mujhe ab tum se Dar lagne lagaa hai
aur kyaa chaahtii hai gardish-e-ayyaam ki ham
ga.nvaa.ii kis kii tamannaa me.n zindagii mai.n ne
ye mujhe chain kyuu.n nahii.n pa.Dtaa
kaise kahe.n ki tujh ko bhii ham se hai vaasta ko.ii
royaa huu.n to apne dosto.n me.n
sochtaa huu.n ki us kii yaad aaKHir
Sign up and enjoy FREE unlimited access to a whole Universe of Urdu Poetry, Language Learning, Sufi Mysticism, Rare Texts
Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books