Sher of Ejaz Ansari
zindagī dī hisāb se us ne
aur ġham be-hisāb likkhā hai
He granted us a life, of limited duration
And then prescribed, unending tribulation
zindagi di hisab se us ne
aur gham be-hisab likkha hai
He granted us a life, of limited duration
And then prescribed, unending tribulation
tamām shahr se maiñ jañg jiit saktā huuñ
magar maiñ tum se bichhaḌte hī haar jā.ūñgā
tamam shahr se main jang jit sakta hun
magar main tum se bichhaDte hi haar jaunga
sar uThāte haiñ yahāñ bhī asr-e-hāzir ke yazīd
kal ye ḳhitta bhī mahāz-e-karbalā ho jā.egā
sar uThate hain yahan bhi asr-e-hazir ke yazid
kal ye KHitta bhi mahaz-e-karbala ho jaega
-
Share this
- See Ghazal
- Critique
- Comments
- Download