Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Sabir Adeeb's Photo'

Sabir Adeeb

1939 | Bhopal, India

Sher of Sabir Adeeb

maiñ akelā huuñ bhī tanhā hai

ham bhī kitne haiñ be-sahāre dekh

main akela hun tu bhi tanha hai

hum bhi kitne hain be-sahaare dekh

is qadar ūñchī huī dīvār-e-nafrat har taraf

aaj har insāñ se insāñ pazīrā.ī ga.ī

is qadar unchi hui diwar-e-nafrat har taraf

aaj har insan se insan ki pazirai gai

tilism TuuT gayā shab maiñ bhī ghar ko chalūñ

rukā thā jis ke liye vo bhī ghar gayā kab

tilism TuT gaya shab ka main bhi ghar ko chalun

ruka tha jis ke liye wo bhi ghar gaya kab ka

Recitation

Speak Now