Sher of Zulfiqar Ali Bukhari
besh-tar ḳhudā paayā aur barmalā paayā
ham ne tere bandoñ ko tujh se bhī sivā paayā
besh-tar KHuda paya aur barmala paya
hum ne tere bandon ko tujh se bhi siwa paya
mere ġham kī talḳhiyoñ kā is se kuchh andāza kar
mujh ko mai-noshī se bhī inkār hai tere baġhair
mere gham ki talKHiyon ka is se kuchh andaza kar
mujh ko mai-noshi se bhi inkar hai tere baghair
-
Share this
- See Ghazal
- Critique
- Comments
- Download
jis raah se uThā huuñ vahīñ baiTh jā.ūñgā
maiñ kārvāñ kī gard-e-safar huuñ zarā Thahar
jis rah se uTha hun wahin baiTh jaunga
main karwan ki gard-e-safar hun zara Thahar
-
Share this
- See Ghazal
- Critique
- Comments
- Download