aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "punjab"
ab to panjaab bhii nahii.n panjaabaur KHud jaisaa ab do-aab nahii.n
thaa 'zauq' pahle dehlii me.n panjaab kaa saa husnpar ab vo paanii kahte hai.n multaan bah gayaa
panjaab ko dekho to ik aag kaa dariyaa haikashmiir me.n jannat kii tasviir nahii.n miltii
kaaGaz pe hu.e mere vatan ke ka.ii Tuk.Depunjab kii baa.nho.n ko kaTaa dekh rahaa huu.n
ke-pii-ke afghanistan hai aur balochistan iiraansindh hai chiin me.n aur pyaaraa punjab arab kaa hissa hai
vaadii-e-sarban me.n thii.n jo mehrbaa.n mujh par 'qatiil'vo bahaare.n Dhuu.nDhtii hai.n ab mujhe punjab me.n
ham ne zinda-dilii 'muzaffar' me.nahl-e-punjab kii tarah dekhii
aivaano.n me.n amn-o-aKHuuvvat kii jo baate.n karte hai.napnaa apnaa daaman dekhe.n kashmiir-o-panjaab ke saath
hu.aa kashmiir aur punjab me.n ab tak na samjhautaaidhar ye kaa.ng.Dii maa.nge udhar vo kaa.ng.Daa samjhe
kahii.n dekhii nahii.n ai 'shaad' ham ne aisii KHush-haaliichalo is mulk ko punjab me.n tabdiil karte hai.n
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books