aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "rat"
avaamunnaas ko aise dabochaa hai giraanii neki jaise cat ke panje me.n ko.ii rat hotaa hai
ek bil se kahii.n do baar Dasaa hai mominzaKHm-KHurda hai.n to phir zaKHm na khaane lag jaa.e.n
zulfo.n kaa bil banaate aa.nkhe.n churaa ke chalnaakyaa kam-nigaahiyaa.n hai.n kyaa kaj-adaa.iyaa.n hai.n
tahqiiq me.n to baal kii bhii khaal khii.nchiyetaKHliiq me.n pahaa.D se chuhaa nikaaliye
mai.n gaahe-gaahe qazaa se aage qadam ba.Dhaa.e guzar rahaa huu.nki chuuhaa billii se tez-rau me.n KHudii se aage nikal rahaa hai
niklaa chuuhaa pahaa.D ko khodaajo kiyaa jo kahaa sunaa mai.n ne
vo kaun hai vo kyaa hai jo is dil me.n chhupaa haijaise ki ko.ii saa.np kisii bil me.n chhupaa hai
'zariif' insaaf se kah do vo aashiq hai ki chuhaa haizamiin-e-qasr-e-jaanaa.n me.n jo ye chaahe ki maskan ho
uu he qaane phuul ke yak baas paru na samajyaa a.ng bhar laayaa chuvaa
terii aavaaz par mai.n niklaa thaazindagii chhup ga.ii kahaa.n bil me.n
Jashn-e-Rekhta 10th Edition | 5-6-7 December Get Tickets Here
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books