SEARCH RESULTS
Showing search results for "तरतीब"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "तरतीब"
Sher
zindagii kyaa hai anaasir me.n zuhuur-e-tartiib
maut kyaa hai inhii.n ajzaa kaa pareshaa.n honaa
Chakbast Braj Narayan
Nazm
ghaalib
ek tartiib charaaGo.n kii shuruu.a hotii hai
ek qur.aan-e-suKHan kaa saf.ha khultaa hai
Gulzar
Ghazal
zindagii kyaa hai anaasir me.n zuhuur-e-tartiib
maut kyaa hai inhii.n ajzaa kaa pareshaa.n honaa
Chakbast Braj Narayan
PAGE MATCHES FOR "तरतीब"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "तरतीब"
Sher
tartiib de rahaa thaa mai.n fahrist-e-dushmanaan
yaaro.n ne itnii baat pe KHanjar uThaa liyaa
Fana Nizami Kanpuri
Ghazal
shu.uur chaahiye tartiib-e-KHaar-o-KHas ke liye
qafas ko to.D ke rakkhaa to aashiyaana hu.aa
Qaisarul Jafri
Ghazal
dekho mujhe ab merii jagah se na hilaanaa
phir tum mujhe tartiib se rakh kar nahii.n jaate
Danish Naqwi
Ghazal
ya.anii tartiib-e-karam kaa bhii saliiqa thaa use
us ne patthar bhii uThaayaa mujhe paagal kar ke
Aslam Kolsarii
Nazm
ek taswir-e-rang
ziist ehsaas bhii hai shauq bhii hai dard bhii hai
sirf anfaas kii tartiib kaa afsaana nahii.n