SEARCH RESULTS
Showing search results for "ताबीर"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "ताबीर"
Ghazal
kahaaniyaa.n hii sahii sab mubaalGe hii sahii
agar vo KHvaab hai taabiir kar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
mai.n ne dekhaa hai bahaaro.n me.n chaman ko jalte
hai ko.ii KHvaab kii taabiir bataane vaalaa
Ahmad Faraz
Ghazal
apnii ta.abiir ke chakkar me.n miraa jaagtaa KHvaab
roz suuraj kii tarah ghar se nikal pa.Dtaa hai
Rahat Indori
PAGE MATCHES FOR "ताबीर"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "ताबीर"
Ghazal
kyaa hasii.n KHvaab mohabbat ne dikhaayaa thaa hame.n
khul ga.ii aa.nkh to taabiir pe ronaa aayaa
Shakeel Badayuni
Ghazal
KHisht pusht-e-dast-e-ijz o qaalib aaGosh-e-vidaa.a
pur hu.aa hai sail se paimaana kis ta.amiir kaa
Mirza Ghalib
Nazm
mata-e-ghair
merii darmaa.nda javaanii kii tamannaa.o.n ke
muzmahil KHvaab kii taabiir bataa de mujh ko
Sahir Ludhianvi
Ghazal
Ahmad Faraz
Nazm
hiras
raat ke KHvaab ujaale me.n bayaa.n to kar duu.n
un hasii.n KHvaabo.n kii taabiir se jii Dartaa hai
Sahir Ludhianvi
Ghazal
aksar auqaat mai.n ta.abiir bataa detaa huu.n
ba.az auqaat ijaazat nahii.n hotii mujh ko
Shahid Zaki
Ghazal
paa-ba-gil sab hai.n rihaa.ii kii kare tadbiir kaun
dast-basta shahr me.n khole mirii zanjiir kaun