SEARCH RESULTS
Showing search results for "फ़साने"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "फ़साने"
Sher
bas ik jhijak hai yahii haal-e-dil sunaane me.n
ki teraa zikr bhii aa.egaa is fasaane me.n
Kaifi Azmi
Sher
vo baat saare fasaane me.n jis kaa zikr na thaa
vo baat un ko bahut naa-gavaar guzrii hai
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
vo baat saare fasaane me.n jis kaa zikr na thaa
vo baat un ko bahut naa-gavaar guzrii hai
Faiz Ahmad Faiz
MORE MATCHES FOR "फ़साने"
Nazm
ai ishq hamein barbaad na kar
un paak bahishtii KHvaabo.n ke dilchasp fasaane bhuul ga.e
in KHvaabo.n sii yuu.n aazaad na kar
Akhtar Shirani
Ghazal
ham na hote to kisii aur ke charche hote
KHilqat-e-shahr to kahne ko fasaane maa.nge
Ahmad Faraz
Ghazal
ham taraste hii taraste hii taraste hii rahe
vo falaane se falaane se falaane se mile
Kaif Bhopali
Ghazal
kabhii kahaa na kisii se tire fasaane ko
na jaane kaise KHabar ho ga.ii zamaane ko
Qamar Jalalvi
Ghazal
KHalq kii be-KHabarii hai ki mirii rusvaa.ii
log mujh ko hii sunaate hai.n fasaane mere
Ahmad Faraz
Ghazal
jo apne taur se ham ne kabhii guzaare the
vo sub.h o shaam to jaise fasaane ho ga.e hai.n
Jaun Eliya
Nazm
farar
mujh se ab merii mohabbat ke fasaane na kaho
mujh ko kahne do ki mai.n ne unhe.n chaahaa hii nahii.n