SEARCH RESULTS
Showing search results for "रहमत"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "रहमत"
Sher
maa.n baap aur ustaad sab hai.n KHudaa kii rahmat
hai rok-Tok un kii haq me.n tumhaare ne.amat
Altaf Hussain Hali
Ghazal
fard-e-amal siyaah kiye jaa rahaa huu.n mai.n
rahmat ko be-panaah kiye jaa rahaa huu.n mai.n
Jigar Moradabadi
Sher
terii baKHshish ke bharose pe KHataa.e.n kii hai.n
terii rahmat ke sahaare ne gunahgaar kiyaa
Mubarak Azimabadi
Sher
mire gunaah ziyaada hai.n yaa tirii rahmat
kariim tuu hii bataa de hisaab kar ke mujhe
Muztar Khairabadi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "रहमत"
Ghazal
Josh Malsiani
Ghazal
har gaam par tariiq-e-mohabbat me.n maut thii
is raah me.n khule dar-e-rahmat kahaa.n kahaa.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
saum zaahid ko mubaarak rahe aabid ko salaat
aasiyo.n ko tirii rahmat pe bharosaa karnaa
Hasrat Mohani
Ghazal
kabhii mai.n dekhtaa huu.n us kii rahmat
kabhii mai.n apnii chaadar dekhtaa huu.n
Jahangeer nayab
Nazm
shikast-e-tauba
zaahid! ye terii shoKHii-e-rindaana dekhnaa
rahmat ko baato.n baato.n me.n bahlaa ke pii gayaa
Jigar Moradabadi
Ghazal
ik shahr-e-aarzuu pe bhii honaa pa.Daa KHajil
hal-mimmaziid kahtii hai rahmat du.aa ke ba.ad