SEARCH RESULTS
Showing search results for "लहू"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "लहू"
Ghazal
rag-e-sa.ng se Tapaktaa vo lahuu ki phir na thamtaa
jise Gam samajh rahe ho ye agar sharaar hotaa
Mirza Ghalib
Ghazal
chipak rahaa hai badan par lahuu se pairaahan
hamaare jaib ko ab haajat-e-rafuu kyaa hai
Mirza Ghalib
Nazm
raqib se!
jab kabhii biktaa hai baazaar me.n mazduur kaa gosht
shaah-raaho.n pe Gariibo.n kaa lahuu bahtaa hai
Faiz Ahmad Faiz
PAGE MATCHES FOR "लहू"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "लहू"
Ghazal
Amjad Islam Amjad
Sher
badan me.n jaise lahuu taaziyaana ho gayaa hai
use gale se lagaa.e zamaana ho gayaa hai
Irfan Siddiqi
Nazm
subh-e-azadi (August-47)
kahii.n to jaa ke rukegaa safiina-e-Gam dil
javaa.n lahuu kii pur-asraar shaah-raaho.n se
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
kab jaan lahuu hogii kab ashk guhar hogaa
kis din tirii shunvaa.ii ai diida-e-tar hogii