SEARCH RESULTS
Showing search results for "शरारत"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "शरारत"
Ghazal
vo aur vafaa-dushman maane.nge na maanaa hai
sab dil kii sharaarat hai aa.nkho.n kaa bahaanaa hai
Jigar Moradabadi
Ghazal
band kar ke mirii aa.nkhe.n vo sharaarat se ha.nse
buujhe jaane kaa mai.n har roz tamaashaa dekhuu.n
Parveen Shakir
Ghazal
merii sham.o.n ko havaa.o.n ne bujhaayaa hogaa
ye bhii un kii hii sharaarat ho zaruurii to nahii.n
Saba Akbarabadi
MORE MATCHES FOR "शरारत"
Nazm
hiras
terii saa.nso.n kii thakan terii nigaaho.n kaa sukuut
dar-haqiiqat ko.ii ra.ngiin sharaarat hii na ho
Sahir Ludhianvi
Ghazal
hosh-o-junuu.n bhii ab to bas ik baat hai.n 'firaaq'
hotii hai us nazar kii sharaarat kahaa.n kahaa.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Rahat Indori
Ghazal
Shahzad Ahmad
Ghazal
KHud ishq kii gustaaKHii sab tujh ko sikhaa degii
ai husn-e-hayaa-parvar shoKHii bhii sharaarat bhii
Hasrat Mohani
Hindi Ghazal
ab ke saavan me.n sharaarat ye mire saath hu.ii
meraa ghar chho.D ke kul shahr me.n barsaat hu.ii