SEARCH RESULTS
Showing search results for "amal"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "amal"
PAGE MATCHES FOR "amal"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "amal"
Sher
Allama Iqbal
Ghazal
roz-e-hisaab jab miraa pesh ho daftar-e-amal
aap bhii sharmsaar ho mujh ko bhii sharmsaar kar
Allama Iqbal
Nazm
log aurat ko faqat jism samajh lete hain
jabr se nasl ba.Dhe zulm se tan mel kare.n
ye amal ham me.n hai be-ilm parindo.n me.n nahii.n
Sahir Ludhianvi
Sher
Allama Iqbal
Sher
jab mai.n kahtaa huu.n ki yaa allaah meraa haal dekh
hukm hotaa hai ki apnaa naama-e-aamaal dekh
Akbar Allahabadi
Ghazal
fard-e-amal siyaah kiye jaa rahaa huu.n mai.n
rahmat ko be-panaah kiye jaa rahaa huu.n mai.n
Jigar Moradabadi
Nazm
hasan kuza-gar (1)
vo ham se KHud apne amal se
KHudaa-vand ban kar KHudaa.o.n ke maanind hai ruu-e-gardaa.n!
Noon Meem Rashid
Nazm
masjid-e-qurtuba
silsila-e-roz-o-shab saaz-e-azal kii fuGaa.n
jis se dikhaatii hai zaat zer-o-bam-e-mumkinaat














