SEARCH RESULTS
Showing search results for "amal"
Ghazal MATCHES FOR "amal"
Ghazal
ye zamii.n chaa.nd sitaaro.n kaa badal kaise ho
sochtaa mai.n bhii bahut kuchh huu.n amal kaise ho
Ashfaq Husain
Ghazal
tamaam ilm ziist kaa guzishtagaa.n se hii hu.aa
amal guzishta daur kaa misaal me.n milaa mujhe
Muneer Niyazi
Ghazal
Ismail Merathi
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
kaleja chaahiye dushman se dushmanii ke liye
jo be-amal hai vo badla kisii se kyaa legaa
Waseem Barelvi
Ghazal
amal kaa radd-e-amal vaqt kaa javaab huu.n mai.n
qubuul kiijiye qudrat kaa intiKHaab huu.n mai.n
Nusrat Mehdi
Ghazal
zaalim se mustafaa kaa 'amal chaahte hai.n log
suukhe hu.e daraKHt se phal chaahte hai.n log
Ejaz Rahmani
Ghazal
hamaare qaul o amal me.n tazaad kitnaa hai
magar ye dil hai ki KHush-e'tiqaad kitnaa hai
Murtaza Barlas
Ghazal
ham agar radd-e-amal apnaa dikhaane lag jaa.e.n
har ghamanDii ke yahaa.n hosh Thikaane lag jaa.e.n
Raoof Khair
Ghazal
usii amal kii zaraa sii sharaab detaa chal
sharar ke haath me.n ko.ii gulaab detaa chal
Anwar Nadeem
Ghazal
dil me.n jo tasavvur hai tirii zulf-e-rasaa kaa
samjhaa huu.n ise mai.n to 'amal radd-e-balaa kaa
Mohammad Yusuf Rasikh
Ghazal
jazba-e-dil ko amal me.n kabhii laa.o to sahii
apnii manzil kii taraf paa.nv ba.Dhaa.o to sahii
Darshan Singh
Ghazal
roz-e-hisaab jab miraa pesh ho daftar-e-amal
aap bhii sharmsaar ho mujh ko bhii sharmsaar kar
Allama Iqbal
Ghazal
achchhii lagii.n kitaabo.n me.n baate.n usuul kii
un par amal kiyaa hai yahii ham ne bhuul kii
Mehdi Pratapgarhi
Ghazal
hame.n shaGaf hai hamesha se nafsiyaat ke saath
'amal se ba.Dh ke 'amal ke muharrikaat ke saath