SEARCH RESULTS
Showing search results for "naira.ng"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "naira.ng"
Ghazal
shoKHii-e-naira.ng said-e-vahshat-e-taa.uus hai
daam-e-sabza me.n hai parvaaz-e-chaman tasKHiir kaa
Mirza Ghalib
Ghazal
naira.ng hai ek ek tiraa diid ke qaabil
ham ai falak-e-shobada-gar dekh rahe hai.n
Dagh Dehlvi
Sher
kahte hai.n eid hai aaj apnii bhii eid hotii
ham ko agar mayassar jaanaa.n kii diid hotii
Ghulam Bhik Nairang
Ghazal
naira.ng-e-ishq kii hai ko.ii intihaa ki ye
ye Gam kahaa.n kahaa.n ye masarrat kahaa.n kahaa.n
Firaq Gorakhpuri
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "naira.ng"
Sher
dard ulfat kaa na ho to zindagii kaa kyaa mazaa
aah-o-zaarii zindagii hai be-qaraarii zindagii
Ghulam Bhik Nairang
Ghazal
merii hii parchhaa.ii.n dar o diivaar pa hai
sub.h hu.ii naira.ng tamaashaa KHaak hu.aa
Zeb Ghauri
Ghazal
Arzoo Lakhnavi
Nazm
ramayan ka ek scene
tum hii nahii.n ho kushta-e-naira.ng-e-rozgaar
maatam-kade me.n dahr ke laakho.n hai.n sogvaar
Chakbast Braj Narayan
Sher
mere pahluu me.n tum aa.o ye kahaa.n mere nasiib
ye bhii kyaa kam hai tasavvur me.n to aa jaate ho
Ghulam Bhik Nairang
Sher
aah! kal tak vo navaazish! aaj itnii be-ruKHii
kuchh to nisbat chaahiye anjaam ko aaGaaz se
Ghulam Bhik Nairang
Ghazal
sub.h-e-shab-e-hijraa.n kii vo chaak-garebaanii
ik aalam-e-naira.ngii har taar nazar aayaa
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
daam gar sabze me.n pinhaa.n kiijiye taa.uus ho
josh-e-naira.ng-e-bahaar arz-e-sahraa-daada se
Mirza Ghalib
Ghazal
parda-e-sharm me.n sad-barq-e-tabassum ke nisaar
hosh jaate rahe naira.ng-e-hayaa se pahle





