SEARCH RESULTS
Showing search results for "naira.ng"
Ghazal MATCHES FOR "naira.ng"
Ghazal
shoKHii-e-naira.ng said-e-vahshat-e-taa.uus hai
daam-e-sabza me.n hai parvaaz-e-chaman tasKHiir kaa
Mirza Ghalib
Ghazal
naira.ng hai ek ek tiraa diid ke qaabil
ham ai falak-e-shobada-gar dekh rahe hai.n
Dagh Dehlvi
Ghazal
naira.ng-e-ishq kii hai ko.ii intihaa ki ye
ye Gam kahaa.n kahaa.n ye masarrat kahaa.n kahaa.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
merii hii parchhaa.ii.n dar o diivaar pa hai
sub.h hu.ii naira.ng tamaashaa KHaak hu.aa
Zeb Ghauri
Ghazal
Arzoo Lakhnavi
Ghazal
sub.h-e-shab-e-hijraa.n kii vo chaak-garebaanii
ik aalam-e-naira.ngii har taar nazar aayaa
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
daam gar sabze me.n pinhaa.n kiijiye taa.uus ho
josh-e-naira.ng-e-bahaar arz-e-sahraa-daada se
Mirza Ghalib
Ghazal
parda-e-sharm me.n sad-barq-e-tabassum ke nisaar
hosh jaate rahe naira.ng-e-hayaa se pahle
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
kahte hai.n iid hai aaj apnii bhii iid hotii
ham ko agar mayassar jaanaa.n kii diid hotii
Ghulam Bhik Nairang
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
dono.n aalam tirii naira.ng adaa.ii ke nisaar
ab ko.ii chiiz yahaa.n jeb-e-mohabbat me.n nahii.n
Asghar Gondvi
Ghazal
zarra zarra saaGar-e-mai-KHaana-e-nai-ra.ng hai
gardish-e-majnuu.n ba-chashmak-haa-e-lailaa aashnaa
Mirza Ghalib
Ghazal
kis tarah vaaqif ho.n haal-e-aashiq-e-jaa.n-baaz se
un ko fursat hii nahii.n hai kaarobaar-e-naaz se
Ghulam Bhik Nairang
Ghazal
hai to 'naira.ng' vahii ishq kaa ronaa-dhonaa
inhii baato.n me.n nayaa rang dikhaa jaate ho
Ghulam Bhik Nairang
Ghazal
zulf-o-ruu-e-yaar se naira.ng-e-qudrat hai ayaa.n
mahr ke panje me.n hai daaman shab-e-diijuur kaa
Ameer Minai
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
huu.n mai.n bhii tamaashaa.i-e-naira.ng-e-tamannaa
matlab nahii.n kuchh is se ki matlab hii bar aave
Mirza Ghalib
Ghazal
naira.ng-e-rozgaar se aiman hai.n shakl-e-sarv
rakhte hai.n ek haal bahaar-o-KHizaa.n me.n ham