SEARCH RESULTS
Showing search results for "taraf"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "taraf"
Ghazal
is kii vo jaane use paas-e-vafaa thaa ki na thaa
tum 'faraaz' apnii taraf se to nibhaate jaate
Ahmad Faraz
Ghazal
laakh talvaare.n ba.Dhii aatii ho.n gardan kii taraf
sar jhukaanaa nahii.n aataa to jhukaa.e.n kaise
Waseem Barelvi
Ghazal
Bashir Badr
PAGE MATCHES FOR "taraf"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "taraf"
Sher
kabhii to chau.nk ke dekhe ko.ii hamaarii taraf
kisii kii aa.nkh me.n ham ko bhii intizaar dikhe
Gulzar
Ghazal
aasmaano.n kii taraf phe.nk diyaa hai mai.n ne
chand miTTii ke charaaGo.n ko sitaara kar ke
Rahat Indori
Ghazal
badan me.n ek taraf din tuluu.a mai.n ne kiyaa
badan ke duusre hisse me.n raat ho ga.ii hai
Tahzeeb Hafi
Ghazal
mai.n kahaa.n jaa.uu.n karuu.n kis se shikaayat us kii
har taraf us ke taraf-daar nazar aate hai.n
Zubair Ali Tabish
Ghazal
Muneer Niyazi
Ghazal
ek ik kar ke hu.e jaate hai.n taare raushan
merii manzil kii taraf tere qadam aate hai.n