SEARCH RESULTS
Showing search results for "गुमनाम"
Ghazal MATCHES FOR "गुमनाम"
Ghazal
sham.a jis aag me.n jaltii hai numaa.ish ke liye
ham usii aag me.n gumnaam se jal jaate hai.n
Qateel Shifai
Ghazal
kitnaa achchhaa thaa ki ham bhii jiyaa karte the 'faraaz'
Gair-maaruuf se gumnaam se pahle pahle
Ahmad Faraz
Ghazal
jab zulf kii kaalak me.n ghul jaa.e ko.ii raahii
badnaam sahii lekin gumnaam nahii.n hotaa
Meena Kumari Naz
Ghazal
taariiKH me.n mahal bhii hai haakim bhii taKHt bhii
gumnaam jo hu.e hai.n vo lashkar talaash kar
Nida Fazli
Ghazal
mujh gumnaam se puuchhte hai.n farhaad o majnuu.n
ishq me.n kitnaa naam kamaayaa jaa saktaa hai
Abbas Tabish
Nazm
chakle
ye pur-pech galiyaa.n ye be-KHvaab baazaar
ye gumnaam raahii ye sikko.n kii jhankaar
Sahir Ludhianvi
Ghazal
ik fursat-e-gunaah milii vo bhii chaar din
dekhe hai.n ham ne hausle parvardigaar ke
Faiz Ahmad Faiz
Tanz-o-Mazah
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
rah-e-talab me.n jo gumnaam mar ga.e 'naasir'
mataa-e-dard unhii saathiyo.n ke naam kare.n
Nasir Kazmi
Nazm
hinDola
mujh aise kitne hii gumnaam bachche khele hai.n
isii zamii.n se isii me.n supurd-e-KHaak hu.e
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
yaa shab kii saltanat me.n din kaa safiir aayaa
Gurbat me.n aa ke chamkaa gumnaam thaa vatan me.n
Allama Iqbal
Sher
sham.a jis aag me.n jaltii hai numaa.ish ke liye
ham usii aag me.n gum-naam se jal jaate hai.n