SEARCH RESULTS
Showing search results for "وطن"
Ghazal MATCHES FOR "وطن"
Ghazal
dayaar-e-Gair me.n mahram agar nahii.n ko.ii
to 'faiz' zikr-e-vatan apne ruu-ba-ruu hii sahii
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Habib Jalib
Ghazal
aarzuu hii na rahii sub.h-e-vatan kii mujh ko
shaam-e-Gurbat hai ajab vaqt suhaanaa teraa
Dagh Dehlvi
Ghazal
raushnii baa.nTtaa huu.n sarhado.n ke paar bhii mai.n
ham-vatan is liye Gaddaar samajhte hai.n mujhe
Shahid Zaki
Ghazal
sabaa se karte hai.n Gurbat-nasiib zikr-e-vatan
to chashm-e-sub.h me.n aa.nsuu ubharne lagte hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
achchhaa hai ahl-e-jaur kiye jaa.e.n saKHtiyaa.n
phailegii yuu.n hii shorish-e-hubb-e-vatan tamaam
Hasrat Mohani
Ghazal
Kaifi Azmi
Ghazal
Josh Malsiani
Ghazal
miraa ghar fasaadaat me.n jal chukaa
vatan jaa.uu.n to kis ke ghar jaa.uu.n mai.n
Khumar Barabankavi
Ghazal
royaa thaa kaun kaun mujhe kuchh KHabar nahii.n
mai.n us gha.Dii vatan se ka.ii miil duur thaa
Muneer Niyazi
Ghazal
kaahe kaa tark-e-vatan kaahe kii hijrat baabaa
isii dhartii kii isii desh kii aulaad hai.n ham
Meraj Faizabadi
Ghazal
na jaane kaun sii miTTii vatan kii miTTii thii
nazar me.n dhuul jigar me.n liye Gubaar chale
Gulzar
Ghazal
ha.nso na ham pe ki har bad-nasiib banjaare
saro.n pe rakh ke vatan kii zamiin laa.e hai.n
Rahat Indori
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
ab ko.ii gulshan na uj.De ab vatan aazaad hai
ruuh ga.ngaa kii himaala kaa badan aazaad hai