SEARCH RESULTS
Showing search results for "کھیل"
Ghazal MATCHES FOR "کھیل"
Ghazal
ik khel hai aura.ng-e-sulaimaa.n mire nazdiik
ik baat hai ejaaz-e-masiihaa mire aage
Mirza Ghalib
Ghazal
phuul se rang judaa honaa ko.ii khel nahii.n
apnii miTTii ko kahii.n chho.D ke jaa.e.n kaise
Waseem Barelvi
Ghazal
Amir Ameer
Ghazal
khel samjhaa hai kahii.n chho.D na de bhuul na jaa.e
kaash yuu.n bhii ho ki bin mere sataa.e na bane
Mirza Ghalib
Ghazal
zulm aur sabr kaa ye khel mukammal ho jaa.e
us ko KHanjar jo diyaa hai mujhe sar bhii denaa
Meraj Faizabadi
Ghazal
mai.n ne to khel khel me.n to.Daa thaa us kaa dil
phir saarii umr us ko manaanaa pa.Daa mujhe
Faisal Imtiyaz Khan
Ghazal
aise rishte kaa bharam rakhnaa ko.ii khel nahii.n
teraa honaa bhii nahii.n aur tiraa kahlaanaa bhii
Waseem Barelvi
Ghazal
khel dono.n kaa chale tiin kaa daana na pa.De
sii.Dhiyaa.n aatii rahe.n saa.np kaa KHaana na pa.De
Umair Najmi
Ghazal
tum ko lagtaa hai ki tum jiit ga.e ho mujh se
hai yahii baat to phir khel dubaara ho jaa.e
Yasir Khan Inam
Ghazal
ik pal kii palak par hai Thahrii hu.ii ye duniyaa
ik pal ke jhapakne tak har khel suhaanaa hai
Sahir Ludhianvi
Ghazal
nahii.n ki husn hii naira.ngiyo.n me.n taaq nahii.n
junuu.n bhii khel rahaa hai siyaasate.n kaisii
Obaidullah Aleem
Ghazal
ret merii umr mai.n bachcha niraale mere khel
mai.n ne diivaare.n uThaa.ii hai.n giraane ke liye
Zafar Gorakhpuri
Ghazal
aa.o ham aapas me.n kuchh jhag.Daa kare.n
khel se ab apnaa dil bahlaa.e.n kyaa