SEARCH RESULTS
Showing search results for "ध्यान"
Ghazal MATCHES FOR "ध्यान"
Ghazal
vo raahat-e-jaa.n hai magar is dar-badarii me.n
aisaa hai ki ab dhyaan udhar bhii nahii.n jaataa
Ahmad Faraz
Ghazal
Amjad Islam Amjad
Ghazal
kis tarah log chale jaate hai.n uTh kar chup-chaap
ham to ye dhyaan me.n laate hu.e mar jaate hai.n
Abbas Tabish
Ghazal
vo kar rahe hai.n ishq pe sanjiida guftuguu
mai.n kyaa bataa.uu.n meraa kahii.n aur dhyaan hai
Dushyant Kumar
Ghazal
idhar udhar se ka.ii aa rahii hai.n aavaaze.n
aur us kaa dhyaan bahut inhimaak chaahtaa hai
Ahmad Faraz
Ghazal
Waseem Barelvi
Ghazal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
ab miraa dhyaan kahii.n aur chalaa jaataa hai
ab ko.ii film mukammal nahii.n dekhii jaatii
Jawad Sheikh
Ghazal
dhyaan me.n aa kar baiTh ga.e ho tum bhii naa.n
mujhe musalsal dekh rahe ho tum bhii naa.n
Ambareen Haseeb ambar
Ghazal
dhyaan jaa.egaa bahar-haal mirii hii jaanib
tum jo puujaa me.n bhii baiThoge to yaad aa.uu.ngaa
Rajendra Nath Rahbar
Ghazal
usii kaa dhyaan hai aur pyaas ba.Dhtii jaatii hai
vo ik saraab ki sahraa banaa rahaa hai mujhe