SEARCH RESULTS
Showing search results for "पाईं"
Ghazal MATCHES FOR "पाईं"
Ghazal
mohabbato.n kaa safar is tarah bhii guzraa thaa
shikasta-dil the musaafir shikasta-paa.ii na thii
Naseer Turabi
Ghazal
zindagii jabr-e-musalsal kii tarah kaaTii hai
jaane kis jurm kii paa.ii hai sazaa yaad nahii.n
Saghar Siddiqui
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
KHush hai.n to phir musaafir-e-duniyaa nahii.n hai.n aap
is dasht me.n bas aabla-paa.ii hai ro.iye
Abbas Qamar
Ghazal
ishq se tabii.at ne ziist kaa mazaa paayaa
dard kii davaa paa.ii dard-e-be-davaa paayaa
Mirza Ghalib
Ghazal
ik ibaarat hai jo tahriir nahii.n ho paa.ii
mujh ko likhtaa hu.aa tuu tujh ko miTaataa hu.aa mai.n
Ammar Iqbal
Ghazal
ye jabr bhii dekhaa hai taariiKH kii nazro.n ne
lamho.n ne KHataa kii thii sadiyo.n ne sazaa paa.ii
Muzaffar Razmi
Ghazal
Nida Fazli
Ghazal
ajab thaa jurm-e-mohabbat ki jis pe dil ne mire
sazaa bhii paa.ii nahii.n aur mu.aaf bhii na hu.aa
Parveen Shakir
Ghazal
Dasne lage hai.n KHvaab magar kis se boliye
mai.n jaantii thii paal rahii huu.n sa.npoliye
Parveen Shakir
Ghazal
hai shauq-e-safar aisaa ik umr se yaaro.n ne
manzil bhii nahii.n paa.ii rasta bhii nahii.n badlaa
Ghulam Mohammad Qasir
Ghazal
KHushk bhii na ho paa.ii raushnaa.ii harfo.n kii
jaan-e-man mukarne me.n der kuchh to lagtii hai
Amjad Islam Amjad
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
vahshat-e-dil sila-e-aabla-paa.ii le le
mujh se yaa-rab mire lafzo.n kii kamaa.ii le le
Ahmad Faraz
Ghazal
qadmo.n ko shauq-e-aabla-paa.e to mil gayaa
lekin ba-zarf-e-vus.at-e-sahraa nahii.n milaa