SEARCH RESULTS
Showing search results for "बादल"
Ghazal MATCHES FOR "बादल"
Ghazal
ye KHvaab hai KHushbuu hai ki jho.nkaa hai ki pal hai
ye dhund hai baadal hai ki saayaa hai ki tum ho
Ahmad Faraz
Ghazal
is shahr ke baadal tirii zulfo.n kii tarah hai.n
ye aag lagaate hai.n bujhaane nahii.n aate
Bashir Badr
Ghazal
pe.Do.n kii tarah husn kii baarish me.n nahaa luu.n
baadal kii tarah jhuum ke ghar aa.o kisii din
Amjad Islam Amjad
Ghazal
barsaat kaa baadal to diivaana hai kyaa jaane
kis raah se bachnaa hai kis chhat ko bhigonaa hai
Nida Fazli
Ghazal
thak jaataa thaa baadal saaya karte karte
aur phir mai.n baadal pe saaya kartaa thaa
Tahzeeb Hafi
Ghazal
andar kii fazaa.o.n ke karishme bhii ajab hai.n
me.nh TuuT ke barse bhii to baadal nahii.n hote
Ahmad Faraz
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
vo zulf dhuup me.n furqat kii aa.ii hai jab yaad
to baadal aa.e hai.n aur shaamiyaane ho ga.e hai.n
Jaun Eliya
Ghazal
Fana bulandshahri
Ghazal
Nushur Wahidi
Ghazal
jis tarah baadal kaa saaya pyaas bha.Dkaataa rahe
mai.n ne ye aalam bhii dekhaa hai tirii tasviir kaa
Ahmad Faraz
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
baadal fazaa me.n aap kii tasviir ban ga.e
saaya ko.ii KHayaal se guzraa to ro diye
Saghar Siddiqui
Ghazal
pahle to mai.n chiiKH ke royaa aur phir ha.nsne lagaa
baadal garjaa bijlii chamkii tum yaad aa.e