SEARCH RESULTS
Showing search results for "biin"
Ghazal MATCHES FOR "biin"
Ghazal
sach kahte ho KHud-biin o KHud-aaraa huu.n na kyuu.n huu.n
baiThaa hai but-e-aa.ina-siimaa mire aage
Mirza Ghalib
Ghazal
sunaa hai aa.ina timsaal hai jabii.n us kii
jo saada dil hai.n use ban-sa.nvar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
mai.n bulaataa to huu.n us ko magar ai jazba-e-dil
us pe ban jaa.e kuchh aisii ki bin aa.e na bane
Mirza Ghalib
Ghazal
tere bin raat ke haatho.n pe ye taaro.n ke ayaaG
KHuub-suurat hai.n magar zahr ke pyaalo.n kii tarah
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
ne jaa.e vaa.n bane hai na bin jaa.e chain hai
kyaa kiijiye hame.n to hai mushkil sabhii tarah
Momin Khan Momin
Ghazal
us ne kahaa mai.n jii nahii.n paa.uu.ngii tere bin
is vaaste vo rishta nibhaanaa pa.Daa mujhe