SEARCH RESULTS
Showing search results for "chale"
Ghazal MATCHES FOR "chale"
Ghazal
sunaa hai bole to baato.n se phuul jha.Dte hai.n
ye baat hai to chalo baat kar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
gulo.n me.n rang bhare baad-e-nau-bahaar chale
chale bhii aa.o ki gulshan kaa kaarobaar chale
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
dil se to har mo.aamla kar ke chale the saaf ham
kahne me.n un ke saamne baat badal badal ga.ii
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
tumhe.n pataa to chale be-zabaan chiiz kaa dukh
mai.n ab charaaG kii lau hii nahii.n banaa.uu.ngaa
Tahzeeb Hafi
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
kis tarah log chale jaate hai.n uTh kar chup-chaap
ham to ye dhyaan me.n laate hu.e mar jaate hai.n
Abbas Tabish
Ghazal
aap kahiye to nibhaate chale jaa.e.nge magar
is ta'alluq me.n aziyyat ke sivaa kuchh bhii nahii.n
Jawad Sheikh
Ghazal
taaro.n se sajaa le.nge rah-e-shahr-e-tamannaa
maqduur nahii.n sub.h chalo shaam hii aa.e
Ada Jafarey
Ghazal
laa.ii hayaat aa.e qazaa le chalii chale
apnii KHushii na aa.e na apnii KHushii chale
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
us husn kaa sheva hai jab ishq nazar aa.e
parde me.n chale jaanaa sharmaa.e hu.e rahnaa