SEARCH RESULTS
Showing search results for "chale"
Nazm MATCHES FOR "chale"
Nazm
bhali si ek shakl thi
na ye ki vo chale to kahkashaa.n sii rahguzar lage
magar vo saath ho to phir bhalaa bhalaa safar lage
Ahmad Faraz
Nazm
dastur
diip jis kaa mahallaat hii me.n jale
chand logo.n kii KHushiyo.n ko le kar chale
Habib Jalib
Nazm
nisar main teri galiyon ke
nisaar mai.n tirii galiyo.n ke ai vatan ki jahaa.n
chalii hai rasm ki ko.ii na sar uThaa ke chale
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
subh-e-azadi (August-47)
ye vo sahar to nahii.n jis kii aarzuu le kar
chale the yaar ki mil jaa.egii kahii.n na kahii.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
hum jo tarik rahon mein mare gae
jab ghulii terii raaho.n me.n shaam-e-sitam
ham chale aa.e laa.e jahaa.n tak qadam
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
26 january
jo apne saath saath chale ku-e-daar tak
vo dost vo rafiiq vo ahbaab kyaa hu.e
Sahir Ludhianvi
Nazm
tere KHushbu mein base KHat
tere ruumaal tire KHat tire chhalle bhii ga.e
terii tasviire.n tire shoKH lifaafe bhii ga.e
Rajendra Nath Rahbar
Nazm
14-August
gharo.n ko chho.D kar jab ham chale the
hamaare dil me.n kyaa kyaa valvale the
Habib Jalib
Nazm
muflisi
muflis kii ye baraat cha.Dhaatii hai muflisii
gar byaah kar chalaa hai sahar ko to ye balaa
Nazeer Akbarabadi
Nazm
aarzu
mujhe mojazo.n pe yaqii.n nahii.n magar aarzuu hai ki jab qazaa
mujhe bazm-e-dahr se le chale
Rasul Gamzatov
Nazm
aadha kamra
saartar freud ke kamre me.n chalaa gayaa
vo apnii theory se gir gir pa.Dtaa