SEARCH RESULTS
Showing search results for "haajara"
Ghazal MATCHES FOR "haajara"
Ghazal
taKHt-e-taa.uus miraa taKHt-e-hazaara tum ho
mere shahzaade mirii aa.nkh kaa taaraa tum ho
Vishma Khan Vishma
Ghazal
Asim Wasti
Ghazal
garmiyaa.n hai.n to miraa diida-e-tar haazir hai
chhoTe mizhgaa.n kaa hazaaraa tire KHas-KHaane par
Qadr Bilgrami
Ghazal
yuu.n to us se bichh.De ab muddate.n hu.ii.n lekin
dil abhii bhii kahtaa hai vo abhii hamaaraa hai
Paraveen Rai
Ghazal
'hiir' agarche mai.n ne apnii paalii hai
Dhuu.nD rahaa huu.n taKHt hazaaraa sadiyo.n se
Tahir Adeem
Ghazal
murjhaa rahii hai dil kii kalii Gam kii dhuup me.n
gulzaar-e-dilbarii kaa hazaaraa kab aa.egaa
Siraj Aurangabadi
Ghazal
bolii sayyaad se bulbul ki na kar gul se judaa
taKHta-e-baaG hai ye taKHt-e-hazaaraa apnaa
Shah Naseer
Ghazal
hazaaro.n choTiyaa.n nannhii thii.n aur baal
na kyuu.n taKHt apnaa luTvaa de hazaaraa
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
Shamshad shaad
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
baa-hazaaraa.n iztiraab o sad-hazaaraa.n ishtiyaaq
tujh se vo pahle-pahal dil kaa lagaanaa yaad hai
Hasrat Mohani
Ghazal
ye na thii hamaarii qismat ki visaal-e-yaar hotaa
agar aur jiite rahte yahii intizaar hotaa
Mirza Ghalib
Ghazal
chipak rahaa hai badan par lahuu se pairaahan
hamaare jaib ko ab haajat-e-rafuu kyaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
hame.n to hazrat-e-vaa.iz kii zid ne pilvaa.ii
yahaa.n iraada-e-sharb-e-mudaam kis kaa thaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
ye qurb kyaa hai ki yak-jaa.n hu.e na duur rahe
hazaar ek hii qaalib me.n Dhal ke dekhte hai.n