SEARCH RESULTS
Showing search results for "kahf"
Ghazal MATCHES FOR "kahf"
Ghazal
ham bhii hai.n kisii kahf ke as.haab kii maanind
aisaa na ho jab aa.nkh khule vaqt guzar jaa.e
Himayat Ali Shayar
Ghazal
jadiid daur me.n as.haab-e-kahf ke maanind
qadiim daur kaa sikka hame.n chalaanaa hai
Mohammad Sharfuddin Sahil
Ghazal
as.haab-e-kahf kii tarah jo nek log hai.n
gosha-nashiin hai.n vo guphaa.o.n me.n in dino.n
Khan Hasnain Aqib
Ghazal
sandal se mahaktii hu.ii pur-kaif havaa kaa
jho.nkaa ko.ii Takraa.e to lagtaa hai ki tum ho
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
marne vaalo aa.o ab gardan kaTaa.o shauq se
ye Ganiimat vaqt hai KHanjar kaf-e-qaatil me.n hai
Bismil Azimabadi
Ghazal
'kaif' pardes me.n mat yaad karo apnaa makaa.n
ab ke baarish ne use to.D giraayaa hogaa
Kaif Bhopali
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
kaise maane.n ki unhe.n bhuul gayaa tuu ai 'kaif'
un ke KHat aaj hame.n tere sirhaane se mile
Kaif Bhopali
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
kholii hai.n zauq-e-diid ne aa.nkhe.n tirii agar
har rahguzar me.n naqsh-e-kaf-e-paa-e-yaar dekh
Allama Iqbal
Ghazal
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
'kaif' bataa kyaa terii Gazal me.n jaaduu hai
bachcha bachcha teraa divaanaa lagtaa hai