SEARCH RESULTS
Showing search results for "mayassar"
Ghazal MATCHES FOR "mayassar"
Ghazal
nahii.n nigaah me.n manzil to justujuu hii sahii
nahii.n visaal mayassar to aarzuu hii sahii
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
payaambar na mayassar hu.aa to KHuub hu.aa
zabaan-e-Gair se kyaa sharh-e-aarzuu karte
Haidar Ali Aatish
Ghazal
muddato.n baa'd mayassar hu.aa maa.n kaa aa.nchal
muddato.n baa'd hame.n nii.nd suhaanii aa.ii
Iqbal Ashhar
Ghazal
judaa the ham to mayassar thii.n qurbate.n kitnii
baham hu.e to pa.Dii hai.n judaa.iyaa.n kyaa kyaa
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Shahzad Ahmad
Ghazal
ab to us kii aa.nkho.n ke mai-kade mayassar hai.n
phir sukuun Dhuu.nDoge saaGaro.n me.n jaamo.n me.n
Shoaib Bin Aziz
Ghazal
duusraa ishq mayassar hai magar kartaa nahii.n
kaun dekhegaa puraanii na.ii tasviir ke ba.ad
Umair Najmi
Ghazal
kyaa jaane phir sitam bhii mayassar ho yaa na ho
kyaa jaane ye karam bhii karo yaa na kar sako
Sufi Ghulam Mustafa Tabassum
Ghazal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
tere raste kaa jo kaa.nTaa bhii mayassar aa.e
mai.n use shauq se collar par sajaa.uu.n apne
Anwar Masood
Ghazal
Rajesh Reddy
Ghazal
rahmat se terii kyaa kyaa hai.n nemate.n mayassar
in ne.amato.n kaa mujh ko hai qadr-daa.n banaayaa
Ismail Merathi
Ghazal
tamannaa kii kise parvaa ki sone jaagne me.n
mayassar hai.n bahut KHvaab-e-tamannaa dekhne ko
Zafar Iqbal
Ghazal
shaayad ki tire qurb se aa jaa.e mayassar
vo dard ki jo dard-e-judaa.ii se sivaa ho
Athar Nafees
Ghazal
hame.n qariina-e-ranjish kahaa.n mayassar hai
ham apne bas me.n jo hote tiraa gilaa karte