SEARCH RESULTS
Showing search results for "mayassar"
Nazm MATCHES FOR "mayassar"
Nazm
farman-e-KHuda
jis khet se dahqaa.n ko mayassar nahii.n rozii
us khet ke har KHosha-e-gandum ko jalaa do
Allama Iqbal
Nazm
jibrail-o-iblis
gar kabhii KHalvat mayassar ho to puuchh allaah se
qissa-e-aadam ko ra.ngii.n kar gayaa kis kaa lahuu
Allama Iqbal
Nazm
masjid-e-qurtuba
paikar-e-nuurii ko hai sajda mayassar to kyaa
us ko mayassar nahii.n soz-o-gudaaz-e-sajuud
Allama Iqbal
Nazm
ek darKHwast
kyuu.n bhii kahnaa jurm hai kaise bhii kahnaa jurm hai
saa.ns lene kii to aazaadii mayassar hai magar
Ahmad Nadeem Qasmi
Nazm
ek rah-guzar par
Garaz vo husn ab is rah kaa juzv-e-manzar hai
niyaaz-e-ishq ko ik sajda-gah mayassar hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
nazm
jab aa.nsu.o.n ko mayassar hazaar shaane the
jab intizaar na karne ke sau bahaane the
Balmohan panday
Nazm
ek makDa aur makkhi
mehmaano.n ke aaraam ko haazir hai.n bichhaune
har shaKHs ko saamaa.n ye mayassar nahii.n hotaa
Allama Iqbal
Nazm
hubb-e-watan
jis pe tum juutiyo.n se phirte ho
vaa.n mayassar nahii.n vo o.Dhne ko
Altaf Hussain Hali
Nazm
dil hasin hai to mohabbat bhi hasin paida kar
Gam mayassar hai to is ko Gam-e-kaunain banaa
dil hasii.n hai to mohabbat bhii hasii.n paidaa kar
Jigar Moradabadi
Nazm
nashat-e-umid
jin ko mayassar na ho kamlii phaTii
KHush hai.n tavaqqo.a pe vo zar-baft kii
Altaf Hussain Hali
Nazm
ek bar jo kho jae wo waqt nahin milta
tauqiir karo us kii jo lamha mayassar hai
jo vaqt pe ho jaa.e bas kaam vo behtar hai
Amjad Islam Amjad
Nazm
surKH sitara
is ke daaman me.n hai aasuuda vo fitna jis se
jism to jism mayassar nahii.n ruuho.n ko amaa.n
Amir Usmani
Nazm
hindostan mera
duniyaa ke saare meve is gulsitaan me.n hai.n
sab nemate.n mayassar hindostaan me.n hai.n
Arsh Malsiyani
Nazm
saman diwali ka
kisii ne ghar kii havelii giro rakhaa haarii
jo kuchh thii jins mayassar banaa banaa haarii
Nazeer Akbarabadi
Nazm
zalzala
ek vo jis ko mayassar ho.n imaaraat-o-naqiib
ek vo jis ko na ho phuu.ns kaa chhappar bhii nasiib
Shakeel Badayuni
Nazm
kaise
to phir ye zindagii kaa canvas ra.ngo.n se bhar jaataa
mayassar hai mujhe bhii
Ashfaq Husain
Nazm
lori
aaise bad-baKHt zamaane me.n hazaaro.n ho.nge
jin ko lorii bhii mayassar nahii.n aatii hogii