SEARCH RESULTS
Showing search results for "phirte"
Ghazal MATCHES FOR "phirte"
Ghazal
Habib Jalib
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
ek ham hii nahii.n phirte hai.n liye qissa-e-Gam
un ke KHaamosh labo.n par bhii fasaane se mile
Kaif Bhopali
Ghazal
hazaaro.n bhes me.n phirte hai.n raam aur rahiim
ko.ii zaruurii nahii.n hai bhalaa bhalaa hii lage
Bashir Badr
Ghazal
hai ab ye haal ki dar dar bhaTakte phirte hai.n
Gamo.n se mai.n ne kahaa thaa ki mere ghar me.n raho
Rahat Indori
Ghazal
ek to KHvaab liye phirte ho galiyo.n galiyo.n
us pe takraar bhii karte ho KHariidaar ke saath
Ahmad Faraz
Ghazal
kise KHabar hai ki kaasa-ba-dast phirte hai.n
bahut se log saro.n par humaa ke hote hu.e
Ahmad Faraz
Ghazal
Sahir Ludhianvi
Ghazal
raah-e-talab me.n chho.D diyaa dil kaa saath bhii
phirte liye hu.e ye musiibat kahaa.n kahaa.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
phirte hai.n misl-e-mauj-e-hu.aa shahr shahr me.n
aavaargii kii lahr hai aur ham hai.n dosto
Muneer Niyazi
Ghazal
ab udaas phirte ho sardiyo.n kii shaamo.n me.n
is tarah to hotaa hai is tarah ke kaamo.n me.n
Shoaib Bin Aziz
Ghazal
maaroge kis ko jii se kis par kamar kasii hai
phirte ho kyuu.n pyaare talvaar Dhaal baa.ndhe