SEARCH RESULTS
Showing search results for "qaum"
Ghazal MATCHES FOR "qaum"
Ghazal
kis qaum ke dil me.n nahii.n jazbaat-e-baraahiim
kis mulk pe namruud hukuumat nahii.n kartaa
Qateel Shifai
Ghazal
viiraa.n hai mai-kada KHum-o-saaGar udaas hai.n
tum kyaa ga.e ki ruuTh ga.e din bahaar ke
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
kaun rotaa hai kisii aur kii KHaatir ai dost
sab ko apnii hii kisii baat pe ronaa aayaa
Sahir Ludhianvi
Ghazal
maidaan-e-kaar-zaar me.n aa.e vo qaum kyaa
jis kaa javaan aa.iina-KHaane me.n rah gayaa
Hafeez Merathi
Ghazal
na faqr ke liye mauzuu.n na saltanat ke liye
vo qaum jis ne ga.nvaa.ii mataa-e-taimuurii
Allama Iqbal
Ghazal
membarii se aap par to vaarnish ho jaa.egii
qaum kii haalat me.n kuchh is se jilaa ho yaa na ho
Akbar Allahabadi
Ghazal
charaaG qaum kaa raushan hai arsh par dil ke
use havaa ke farishte bujhaa nahii.n sakte
Chakbast Braj Narayan
Ghazal
lipaT ke rone lage mujh se shaa.ir-e-mashriq
jab un ko qaum kii haalat bataa rahaa thaa mai.n
Mohsin Aftab Kelapuri
Ghazal
aziizaan-e-vatan ko Guncha o barg o samar jaanaa
KHudaa ko baaGbaa.n aur qaum ko ham ne shajar jaanaa
Chakbast Braj Narayan
Ghazal
Dil Shahjahanpuri
Ghazal
patthar ke jaisii be-hisii us kaa nasiib hai
vo qaum jis ko ko.ii payambar nahii.n milaa
Abbas Dana
Ghazal
karte rahe hai.n qaum se ham ishq be-panaah
haa.n naasehaan-e-qaum se Darte rahe hai.n ham
Arshad Kakvi
Ghazal
dil kiye tasKHiir baKHshaa faiz-e-ruuhaanii mujhe
hubb-e-qaumii ho gayaa naqsh-e-sulaimaanii mujhe
Chakbast Braj Narayan
Ghazal
qaum aur aGyaar ke mashvaro.n se
mai.n aisii inaayat kaa qaa.il nahii.n huu.n