SEARCH RESULTS
Showing search results for "ruuh"
Ghazal MATCHES FOR "ruuh"
Ghazal
sab se nazar bachaa ke vo mujh ko kuchh aise dekhtaa
ek dafa to ruk ga.ii gardish-e-maah-o-saal bhii
Parveen Shakir
Ghazal
us ne jaltii hu.ii peshaanii pe jab haath rakhaa
ruuh tak aa ga.ii taasiir masiihaa.ii kii
Parveen Shakir
Ghazal
bas ik nigaah se luTtaa hai qaafila dil kaa
so rah-ravaan-e-tamannaa bhii Dar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
mile hai.n yuu.n to bahut aa.o ab mile.n yuu.n bhii
ki ruuh garmi-e-anfaas se pighal jaa.e
Obaidullah Aleem
Ghazal
pahle se maraasim na sahii phir bhii kabhii to
rasm-o-rah-e-duniyaa hii nibhaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
ye ruuh barso.n se dafn hai tum madad karoge
badan ke malbe se is ko zinda nikaalnaa hai
Umair Najmi
Ghazal
dhuup hii dhuup huu.n mai.n TuuT ke barso mujh par
is qadar barso mirii ruuh me.n jal-thal kar do
Wasi Shah
Ghazal
ai ruuh-e-asr jaag kahaa.n so rahii hai tuu
aavaaz de rahe hai.n payambar saliib se
Sahir Ludhianvi
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
Mustafa Zaidi
Ghazal
vo samundar hai to phir ruuh ko shaadaab kare
tishnagii kyuu.n mujhe detaa hai saraabo.n kii tarah
Parveen Shakir
Ghazal
har ek jism ruuh ke azaab se niDhaal hai
har ek aa.nkh shabnamii har ek dil figaar hai
Shahryar
Ghazal
kis tarah mirii ruuh harii kar gayaa aaKHir
vo zahr jise jism me.n khilte nahii.n dekhaa