Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Anwar Jalalpuri's Photo'

Anwar Jalalpuri

1947 - 2018 | Jalalpur, India

Poet and a popular mushaira anchor; translated Geeta and Gitanjali into Urdu

Poet and a popular mushaira anchor; translated Geeta and Gitanjali into Urdu

Anwar Jalalpuri

Ghazal 5

 

Sher-o-Shayari 9

merā har sher haqīqat hai zinda tasvīr

apne ash.ār meñ qissa nahīñ likhkhā maiñ ne

mera har sher haqiqat ki hai zinda taswir

apne ashaar mein qissa nahin likhkha main ne

koī pūchhegā jis din vāqa.ī ye zindagī kyā hai

zamīñ se ek muTThī ḳhaak le kar ham uḌā deñge

koi puchhega jis din waqai ye zindagi kya hai

zamin se ek muTThi KHak le kar hum uDa denge

musalsal dhuup meñ chalnā charāġhoñ tarah jalnā

ye hañgāme to mujh ko vaqt se pahle thakā deñge

musalsal dhup mein chalna charaghon ki tarah jalna

ye hangame to mujh ko waqt se pahle thaka denge

sabhī ke apne masā.il sabhī apnī anā

pukārūñ kis ko jo de saath umr bhar merā

sabhi ke apne masail sabhi ki apni ana

pukarun kis ko jo de sath umr bhar mera

ab naam nahīñ kaam qaa.el hai zamāna

ab naam kisī shaḳhs rāvan na milegā

ab nam nahin kaam ka qael hai zamana

ab nam kisi shaKHs ka rawan na milega

BOOKS 10

 

Videos 13

This video is playing from YouTube

Playing videos from section
Poet reciting own poetry

Anwar Jalalpuri

Ilm ka falsafa(Shreemat Bhagwat Geeta Part-2)

Anwar Jalalpuri

Main har harf-o-lafz ko goya banata hu

Anwar Jalalpuri

Paraya kaun hai aur kaun apna sab bhula denge

Anwar Jalalpuri

Qayaam gaah na koi na koi ghar mera

Anwar Jalalpuri

Shadab-o-shagufta koi gulshan na milega

Anwar Jalalpuri

Zulf ko abr ka tukdaa nahin likha maine

Anwar Jalalpuri

main har be jaan harf o lafz ko goya banata hu

Anwar Jalalpuri

paraya kaun hai aur kaun apna sab bhula denge

Anwar Jalalpuri

qayaam gaah na koi na ghar mera

Anwar Jalalpuri

shaadaab-o-shagufta ko.ii gulshan na milegaa

Anwar Jalalpuri

zulf ko abr la tukda nahi likha maine

Anwar Jalalpuri

Audios 4

mai.n har be-jaan harf-o-lafz ko goyaa banaataa huu.n

paraayaa kaun hai aur kaun apnaa sab bhulaa de.nge

qayaam-gaah na ko.ii na ko.ii ghar meraa

Recitation

RELATED translators

Recitation

Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

Get Tickets
Speak Now