- Index of Books 179808
-
-
Book Categories
-
Children's Literature1858
Medicine765 Movements278 Novel3966 -
Book Categories
- Bait Bazi11
- Catalogue / Index5
- Couplets62
- Deewan1375
- Doha65
- Epics98
- Exegesis171
- Geet85
- Ghazal901
- Haiku12
- Hamd35
- Humorous37
- Intikhab1482
- Keh mukarni6
- Kulliyat634
- Mahiya18
- Majmua4393
- Marsiya355
- Masnavi756
- Musaddas50
- Naat486
- Nazm1112
- Others62
- Paheli16
- Qasida173
- Qawwali19
- Qit'a54
- Quatrain271
- Quintuple18
- Rekhti12
- Remainders27
- Salaam32
- Sehra9
- shahr-Ashob, Hajw, Zatal Nama13
- Tareekh-Goi25
- Translation73
- Wasokht24
Sher of Akbar Haideri Kashmiri
sabr kartī hī rahī be-chārgī
zulm hotā hī rahā mazlūm par
Akbar Haideri Kashmirisabr karti hi rahi be-chaargi
zulm hota hi raha mazlum par
-
Share this
- See Ghazal
- Critique
- Comments
- Download
ai ajal kuchh zindagī kā haq bhī hai
zindagī terī amānat hī sahī
Akbar Haideri Kashmiriai ajal kuchh zindagi ka haq bhi hai
zindagi teri amanat hi sahi
-
Tag : Maut
-
Share this
- See Ghazal
- Critique
- Comments
- Download
har nafas minnat-kash-e-ālām hai
zindagī shāyad isī kā naam hai
Akbar Haideri Kashmirihar nafas minnat-kash-e-alam hai
zindagi shayad isi ka nam hai
-
Tag : Zindagi
-
Share this
- See Ghazal
- Critique
- Comments
- Download
jabr sahtā huuñ magar kab tak sahūñ insān huuñ
sabr kartā huuñ magar dil sabr ke qābil nahīñ
Akbar Haideri Kashmirijabr sahta hun magar kab tak sahun insan hun
sabr karta hun magar dil sabr ke qabil nahin
-
Share this
- See Ghazal
- Critique
- Comments
- Download
dīdanī hai ab shikast-e-zabt kī be-chārgī
muskurātā huuñ magar dil dard se labrez hai
Akbar Haideri Kashmirididani hai ab shikast-e-zabt ki be-chaargi
muskuraata hun magar dil dard se labrez hai
-
Share this
- See Ghazal
- Critique
- Comments
- Download
aah ab ḳhuddārī-e-akbar kahāñ
ho ga.ī vo bhī ġhulām-e-ārzū
Akbar Haideri Kashmiriaah ab KHuddari-e-akbar kahan
ho gai wo bhi ghulam-e-arzu
-
Tag : Aah
-
Share this
- See Ghazal
- Critique
- Comments
- Download
husn kī tafsīr bhī kuchh kījiye
ishq be-shak ik ḳhayāl-e-ḳhām hai
Akbar Haideri Kashmirihusn ki tafsir bhi kuchh kijiye
ishq be-shak ek KHayal-e-KHam hai
-
Share this
- See Ghazal
- Critique
- Comments
- Download
zindagī hai chashm-e-ibrat meñ abhī
kuchh nahīñ to aish-o-ishrat hī sahī
Akbar Haideri Kashmirizindagi hai chashm-e-ibrat mein abhi
kuchh nahin to aish-o-ishrat hi sahi
-
Share this
- See Ghazal
- Critique
- Comments
- Download
ishq kī sāda-dilī hai har taraf chhā.ī huī
bārgāh-e-husn meñ har aarzū nau-ḳhez hai
Akbar Haideri Kashmiriishq ki sada-dili hai har taraf chhai hui
bargah-e-husn mein har aarzu nau-KHez hai
-
Share this
- See Ghazal
- Critique
- Comments
- Download
bazm-e-husn-o-ishq meñ 'akbar' kī afsurda-dilī
daad ke laa.eq nahīñ be-dād ke qābil nahīñ
Akbar Haideri Kashmiribazm-e-husn-o-ishq mein 'akbar' ki afsurda-dili
dad ke laeq nahin be-dad ke qabil nahin
-
Share this
- See Ghazal
- Critique
- Comments
- Download
join rekhta family!
Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi
Get Tickets
-
Children's Literature1858
-