ALL
Profile
Ghazal53
Sher44
E-book23
TOP 20 SHAYARI 20
Image Shayari14
Audio51
Video27
Blog2
Lori1
Geet6
Filmi Geet10
Majrooh Sultanpuri
Ghazal 53
Sher-o-Shayari 44
ġham-e-hayāt ne āvāra kar diyā varna
thī aarzū ki tire dar pe sub.h o shaam kareñ
gham-e-hayat ne aawara kar diya warna
thi aarzu ki tere dar pe subh o sham karen
-
Share this
- See Ghazal
maiñ ki ek mehnat-kash maiñ ki tīrgī-dushman
sub.h-e-nau ibārat hai mere muskurāne se
main ki ek mehnat-kash main ki tirgi-dushman
subh-e-nau ibarat hai mere muskurane se
-
Share this
- See Ghazal
rok saktā hameñ zindān-e-balā kyā 'majrūh'
ham to āvāz haiñ dīvār se chhan jaate haiñ
rok sakta hamein zindan-e-bala kya 'majruh'
hum to aawaz hain diwar se chhan jate hain
-
Share this
- See Ghazal
Lori 1
Geet 6
Filmi Geet 10
BOOKS 23
Image Shayari 14
shab-e-intizaar kii kashmakash me.n na puuchh kaise sahar hu.ii kabhii ik charaaG jalaa diyaa kabhii ik charaaG bujhaa diyaa
shab-e-intizaar kii kashmakash me.n na puuchh kaise sahar hu.ii kabhii ik charaaG jalaa diyaa kabhii ik charaaG bujhaa diyaa
ham hai.n raahii pyaar ke ham se kuchh na boliye jo bhii pyaar se milaa ham usii ke ho liye dard bhii hame.n qubuul chain bhii hame.n qubuul ham ne har tarah ke phuul haar me.n piro liye dhuup thii nasiib me.n dhuup me.n liyaa hai dam chaa.ndnii milii to ham chaa.ndnii me.n so liye dil kaa aasraa liye ham to bas yuu.nhii jiye ik qadam pe ha.ns liye ik qadam pe ro liye raah me.n pa.De hai.n ham kab se aap kii qasam dekhiye to kam se kam boliye na boliye