aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
1831 - 1905 | Delhi, India
Last of classical poets who celebrated life and love. Famous for his playfulness of words (idioms/ phrases).
hazaaro.n kaam mohabbat me.n hai.n maze ke 'daaG'
milaate ho usii ko KHaak me.n jo dil se miltaa hai
is nahii.n kaa ko.ii ilaaj nahii.n
bhare hai.n tujh me.n vo laakho.n hunar ai majma-e-KHuubii
haath rakh kar jo vo puuchhe dil-e-betaab kaa haal
ko.ii naam-o-nishaa.n puuchhe to ai qaasid bataa denaa
naa-umiidii ba.Dh ga.ii hai is qadar
tumhaare KHat me.n nayaa ik salaam kis kaa thaa
lutf vo ishq me.n paa.e hai.n ki jii jaantaa hai
ziist se ta.ng ho ai 'daaG' to jiite kyuu.n ho
naa-ravaa kahiye naa-sazaa kahiye
dil le ke muft kahte hai.n kuchh kaam kaa nahii.n
sab log jidhar vo hai.n udhar dekh rahe hai.n
baat tak karnii na aatii thii tumhe.n
vafaa kare.nge nibaahe.nge baat maane.nge
KHuub parda hai ki chilman se lage baiThe hai.n
dil pareshaan hu.aa jaataa hai
abhii hamaarii mohabbat kisii ko kyaa ma.aluum
uzr aane me.n bhii hai aur bulaate bhii nahii.n
le chalaa jaan mirii ruuTh ke jaanaa teraa
jo tumhaarii tarah tum se ko.ii jhuuTe va.ade kartaa
yuu.n bhii hazaaro.n laakho.n me.n tum intiKHaab ho
ab dekh le ki siina bhii taaza hu.aa hai chaak
aap kaa e'tibaar kaun kare
rahaa na dil me.n vo bedard aur dard rahaa
dil de to is mizaaj kaa parvardigaar de
nahii.n khel ai 'daaG' yaaro.n se kah do
jin ko apnii KHabar nahii.n ab tak
na jaanaa ki duniyaa se jaataa hai ko.ii
You have exhausted 5 free content pages per year. Register and enjoy UNLIMITED access to the whole universe of Urdu Poetry, Rare Books, Language Learning, Sufi Mysticism, and more.
Join us for Rekhta Gujarati Utsav | 19th Jan 2025 | Bhavnagar
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books