Sher of Krishna Mohan
vo kyÄ zindagÄŤ jis meĂą joshish nahÄŤĂą
vo kyÄ aarzĹŤ jis meĂą kÄvish nahÄŤĂą
wo kya zindagi jis mein joshish nahin
wo kya aarzu jis mein kawish nahin
-
Share this
- See Ghazal
- Critique
- Comments
- Download
zindagÄŤ ke ÄḳhirÄŤ lamhe ḳhushÄŤ se bhar gayÄ
ek din itnÄ haĂąsÄ vo haĂąste haĂąste mar gayÄ
zindagi ke aaKHiri lamhe KHushi se bhar gaya
ek din itna hansa wo hanste hanste mar gaya
-
Share this
- See Ghazal
- Critique
- Comments
- Download
kirshn 'mohan' ye bhÄŤ hai kaisÄ akelÄ-pan ki log
maut se Darte haiĂą maiĂą to zindagÄŤ se Dar gayÄ
kirshn 'mohan' ye bhi hai kaisa akela-pan ki log
maut se Darte hain main to zindagi se Dar gaya
-
Share this
- See Ghazal
- Critique
- Comments
- Download
dil ek sadiyoĂą purÄnÄ udaas mandir hai
umiid tarsÄ huÄ pyaar dev-dÄsÄŤ kÄ
dil ek sadiyon purana udas mandir hai
umid tarsa hua pyar dew-dasi ka
makÄĂą andar se ḳhasta ho gayÄ hai
aur is meĂą ek rasta ho gayÄ hai
makan andar se KHasta ho gaya hai
aur is mein ek rasta ho gaya hai
-
Share this
- See Ghazal
- Critique
- Comments
- Download
jab bhÄŤ kÄŤ tahrÄŤr apnÄŤ dÄstÄĂą
terÄŤ hÄŤ tasvÄŤr ho kar rah ga.ÄŤ
jab bhi ki tahrir apni dastan
teri hi taswir ho kar rah gai
-
Share this
- See Ghazal
- Critique
- Comments
- Download
kareĂą to kis se kareĂą zikr-e-ḳhÄnÄ-vÄŤrÄnÄŤ
ki ham to aag nasheman ko ḳhud lagÄ aa.e
karen to kis se karen zikr-e-KHana-virani
ki hum to aag nasheman ko KHud laga aae
-
Share this
- See Ghazal
- Critique
- Comments
- Download
jab bhÄŤ mile vo nÄ-gahÄĂą jhuum uThe haiĂą qalb o jaaĂą
milne meĂą lutf hai agar milnÄ ho kaam ke baÄĄhair
jab bhi mile wo na-gahan jhum uThe hain qalb o jaan
milne mein lutf hai agar milna ho kaam ke baghair
-
Share this
- See Ghazal
- Critique
- Comments
- Download
bhaTak ke raah se ham sab ko aazmÄ aa.e
fareb de ga.e jitne bhÄŤ rahnumÄ aa.e
TRANSLATION
We strayed from the path, and tested everyone,
They only deceived all the leaders that have come.
Sagar Akbarabadi
bhaTak ke rah se hum sab ko aazma aae
fareb de gae jitne bhi rahnuma aae
TRANSLATION
We strayed from the path, and tested everyone,
They only deceived all the leaders that have come.
Sagar Akbarabadi
-
Share this
- See Ghazal
- Critique
- Comments
- Download