Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Muzaffar Abdali's Photo'

Muzaffar Abdali

1971 | Delhi, India

Muzaffar Abdali

Ghazal 11

Nazm 4

 

Sher-o-Shayari 5

bahaknā merī fitrat meñ nahīñ par

sambhalne meñ pareshānī bahut hai

bahakna meri fitrat mein nahin par

sambhalne mein pareshani bahut hai

ret par ik nishān hai shāyad

ye hamārā makān hai shāyad

ret par ek nishan hai shayad

ye hamara makan hai shayad

ḳhudā bhī kaisā huā ḳhush mire qarīne par

mujhe shahīd darja milā hai jiine par

KHuda bhi kaisa hua KHush mere qarine par

mujhe shahid ka darja mila hai jine par

rah-guzar hai taqāzā ki abhī aur chalo

ek ummīd jo manzil ke nishāñ tak pahuñchī

rah-guzar ka hai taqaza ki abhi aur chalo

ek ummid jo manzil ke nishan tak pahunchi

kashtiyāñ likhtī raheñ roz kahānī apnī

mauj kahtī rahī zer-o-zabar maiñ huuñ

kashtiyan likhti rahen roz kahani apni

mauj kahti hi rahi zer-o-zabar main hi hun

BOOKS 4

 

Videos 10

This video is playing from YouTube

Playing videos from section
Poet reciting own poetry
bayabaan ko pashemani bahot hai

Muzaffar Abdali

khamoshi ki girah khole sar e awaaz tak aaye

Muzaffar Abdali

khwab ummid se sarshaar bhi ho jayen to jya

Muzaffar Abdali

kis ne dekhi hai baharon me khiza mere siwa

Muzaffar Abdali

kise gumaa tha

kise gumaa.n thaa ki aasmaa.n se zamii.n pe paiGaam aa sake.nge Muzaffar Abdali

nirbhaya ki maut par

kabhii KHirad kii khulii dhuup me.n chalaa aayaa Muzaffar Abdali

raunq e arz o sama shams o qamar main hi hu

Muzaffar Abdali

reet par ek nishan hai shayad

Muzaffar Abdali

sadaqat

vo ek shaam qalam kho gayaa thaa jab meraa Muzaffar Abdali

yaqeen aaj bhi wehm o gumaan me gum hai

Muzaffar Abdali

Audios 10

bayaabaa.n ko pashemaanii bahut hai

KHamoshii kii girah khole sar-e-aavaaz tak aa.e

KHvaab ummiid se sarshaar bhii ho jaa.e to kyaa

Recitation

More Poets From "Delhi"

Recitation

Speak Now