aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "adam"
phir banaayaa KHudaa ne aadam koapnii suurat pe aisii suurat me.n
yuu.n ho ki aur hii ko.ii havvaa mile mujheho yuu.n ki aur hii ko.ii aadam mile tumhe.n
aadam aur sudhar jaa.etum bhii had hii kartii ho
jurm aadam ne kiyaa aur nasl-e-aadam ko sazaakaaTtaa huu.n zindagii bhar mai.n ne jo boyaa nahii.n
jo uljhii thii kabhii aadam ke haatho.nvo gutthii aaj tak suljhaa rahaa huu.n
tauba to kar chukaa huu.n magar phir bhii ai 'adam'tho.Daa saa zahr laa ki tabii.at udaas hai
uruuj-e-aadam-e-KHaakii se anjum sahme jaate hai.nki ye TuuTaa hu.aa taaraa mah-e-kaamil na ban jaa.e
haadisa zindagii hai aadam kiisaath degii bhalaa KHushii kab tak
ai 'adam' ehtiyaat logo.n selog munkir-nakiir hote hai.n
jis taar ko chhe.De.n vahii fariyaad-ba-lab haiab ham se 'adam' saaz bajaayaa nahii.n jaataa
Jashn-e-Rekhta 10th Edition | 5-6-7 December Get Tickets Here
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books