SEARCH RESULTS
Showing search results for "رفاقت"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "رفاقت"
Nazm
saza
jab mai.n tumhe.n nashaat-e-mohabbat na de sakaa
Gam me.n kabhii sukuun-e-rifaaqat na de sakaa
Jaun Eliya
Ghazal
vo jab aa.egaa to phir us kii rifaaqat ke liye
mausam-e-gul mire aa.ngan me.n Thahar jaa.egaa
Parveen Shakir
Ghazal
Jaun Eliya
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "رفاقت"
Nazm
mata-e-ghair
chaar din kii ye rifaaqat jo rifaaqat bhii nahii.n
umr bhar ke liye aazaar hu.ii jaatii hai
Sahir Ludhianvi
Ghazal
baarish kii du.aa.o.n me.n namii aa.nkh kii mil jaa.e
jazbe kii kabhii itnii rifaaqat bhii bahut thii
Parveen Shakir
Sher
ek siitaa kii rifaaqat hai to sab kuchh paas hai
zindagii kahte hai.n jis ko raam kaa ban-baas hai
Hafeez Banarasi
Ghazal
ba.ad marne ke bhii chho.Dii na rifaaqat merii
merii turbat se lagii baiThii hai hasrat merii
Ameer Minai
Sher
ye intizaar nahii.n sham.a hai rifaaqat kii
is intizaar se tanhaa.ii KHuub-suurat hai
Arshad Abdul Hamid
Ghazal
thii jis kii justujuu vo haqiiqat nahii.n milii
in bastiyo.n me.n ham ko rifaaqat nahii.n milii