SEARCH RESULTS
Showing search results for "مکانی"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "مکانی"
Ghazal
raKHt-e-safar bhii hogaa mire saath shahr me.n
sahraa bhii shauq-e-naql-e-makaanii me.n aa.egaa
Iqbal Sajid
Nazm
zara si baat
vaqt kii ravaanii hai baKHt kii giraanii hai
saKHt be-zamiinii hai saKHt laa-makaanii hai
Amjad Islam Amjad
PAGE MATCHES FOR "مکانی"
MORE MATCHES FOR "مکانی"
Rubai
makaanii huu.n ki aazaad-e-makaa.n huu.n
jahaa.n me.n huu.n ki KHud saaraa jahaa.n huu.n
Allama Iqbal
Sher
maut bar-haq hai to phir maut se Darnaa kaisaa
ek hijrat hii to hai naql-e-makaanii hii to hai
Tariq Matin
Ghazal
kal yuu.n thaa ki ye qaid-e-zamaanii se the bezaar
fursat jinhe.n ab sair-e-makaanii se nahii.n hai
Shahryar
Ghazal
kuuche me.n hijrato.n ke huu.n sab se alag-thalag
bichh.Daa vo yuu.n ki rabt-e-makaanii bhii le gayaa
Faza Ibn e Faizi
Sher
aa.nkho.n tak aa sakii na kabhii aa.nsu.o.n kii lahr
ye qaafila bhii naql-e-makaanii me.n kho gayaa
Abbas Tabish
Nazm
use maine nahin dekha
sadaa ko kis ne pak.Daa hai
makaanii duuriyaa.n kaisii? zamaanii qurbate.n kaisii?