SEARCH RESULTS
Showing search results for "پن"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "پن"
Ghazal
sunaa hai us ke labo.n se gulaab jalte hai.n
so ham bahaar pe ilzaam dhar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
har ko.ii dil kii hathelii pe hai sahraa rakkhe
kis ko sairaab kare vo kise pyaasaa rakkhe
Ahmad Faraz
PAGE MATCHES FOR "پن"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "پن"
Ghazal
aaj ham daar pe khii.nche ga.e jin baato.n par
kyaa ajab kal vo zamaane ko nisaabo.n me.n mile.n
Ahmad Faraz
Ghazal
vo saadgii na kare kuchh bhii to adaa hii lage
vo bhol-pan hai ki bebaakii bhii hayaa hii lage
Bashir Badr
Ghazal
jis din se chalaa huu.n mirii manzil pe nazar hai
aa.nkho.n ne kabhii miil kaa patthar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Short story
Saadat Hasan Manto
Nazm
intisab
chilmano.n aur dariicho.n kii belo.n pe be-kaar khil khil ke
murjhaa ga.e hai.n