SEARCH RESULTS
Showing search results for "پندار"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "پندار"
Ghazal
kuchh to mire pindaar-e-mohabbat kaa bharam rakh
tuu bhii to kabhii mujh ko manaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
dil phir tavaaf-e-kuu-e-malaamat ko jaa.e hai
pindaar kaa sanam-kada viiraa.n kiye hu.e
Mirza Ghalib
MORE MATCHES FOR "پندار"
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
Jigar Moradabadi
Ghazal
raakh sii majlis-e-aqvaam kii chuTkii me.n hai kyaa
kuchh bhii ho ye miraa pindaar nahii.n ho saktaa
Ahmad Nadeem Qasmi
Nazm
nanak
barhaman sarshaar hai ab tak mai-e-pindaar me.n
sham-e-gautam jal rahii hai mahfil-e-aGyaar me.n
Allama Iqbal
Ghazal
bech aa.e sar-e-qarya-e-zar jauhar-e-pindaar
jo daam mile aise munaasib bhii nahii.n the
Iftikhar Arif
Ghazal
havaa ke zor se pindaar-e-baam-o-dar bhii gayaa
charaaG ko jo bachaate the un kaa ghar bhii gayaa
Ahmad Faraz
Ghazal
pindaar-e-aashiqii kii amaanat hai aah-e-sard
ye tiir aaj chho.D rahe hai.n kamaa.n se ham