SEARCH RESULTS
Showing search results for "کھنڈر"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "کھنڈر"
Nazm
mat qatl karo aawazon ko
jab shahr kha.nDar ban jaa.egaa
phir kis par sang uThaa.oge
Ahmad Faraz
Ghazal
ek uj.De hu.e viiraan kha.nDar me.n 'aazar'
naa-munaasib hai magar jaane ko jii chaahtaa hai
Kafeel Aazar Amrohvi
Sher
isii kha.nDar me.n kahii.n kuchh diye hai.n TuuTe hu.e
inhii.n se kaam chalaa.o ba.Dii udaas hai raat
Firaq Gorakhpuri
MORE MATCHES FOR "کھنڈر"
Ghazal
mehmaan-e-qasr hai.n hame.n kuchh ramz chaahiye.n
ye puuchh ke bataa.o kha.nDar kis ke paas hai
Jaun Eliya
Ghazal
tum agar ab bhii kha.nDar dekh ke KHush hote ho
to kisii din mirii jaanib nikal aanaa mire dost
Ashfaq Nasir
Ghazal
chiiKHtaa kha.nDar hai rotii hai havelii dil kii
ghar ye aaseb-zada hai tire jaane ke baad
Arpit Sharma Arpit
Ghazal
KHush-rang aur KHushbuu gul phuul hai.n khilaa.e
is KHaak ke kha.nDar ko kyaa gulsitaa.n banaayaa
Ismail Merathi
Ghazal
meraa aslaaf se rishta to na to.D ai duniyaa
sab mahal tere hai.n lekin ye kha.nDar meraa hai
Meraj Faizabadi
Ghazal
Saqi Faruqi
Ghazal
Arpit Sharma Arpit
Ghazal
kuchh der ko nigaah Thahar jaa.egii zaruur
afsaane me.n ik aisaa kha.nDar chho.D jaa.uu.ngaa