SEARCH RESULTS
Showing search results for "आशियाना"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "आशियाना"
Ghazal
Allama Iqbal
Nazm
parinde ki fariyaad
vo pyaarii pyaarii suurat vo kaamanii sii muurat
aabaad jis ke dam se thaa meraa aashiyaanaa
Allama Iqbal
Ghazal
sayyaad-e-gul-ezaar dikhaataa hai sair-e-baaG
bulbul qafas me.n yaad kare aashiyaana kyaa
Haidar Ali Aatish
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "आशियाना"
Ghazal
ye kis KHalish ne phir is dil me.n aashiyaana kiyaa
phir aaj kis ne suKHan ham se Gaa.ebaana kiyaa
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
aashiyaana ko.ii apnaa nahii.n par shauq ye hai
ik qafas laa.e.n kahii.n se ko.ii sayyaad rakhe.n
Jaun Eliya
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
shu.uur chaahiye tartiib-e-KHaar-o-KHas ke liye
qafas ko to.D ke rakkhaa to aashiyaana hu.aa
Qaisarul Jafri
Ghazal
taamiir-e-aashiyaa.n se mai.n ne ye raaz paayaa
ahl-e-navaa ke haq me.n bijlii hai aashiyaana
Allama Iqbal
Ghazal
ye bijlii chamaktii hai kyuu.n dam-ba-dam
chaman me.n ko.ii aashiyaana bhii hai
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
Tabish Kanpuri
Ghazal
vo adaa-e-dilbarii ho ki navaa-e-aashiqaana
jo dilo.n ko fat.h kar le vahii faateh-e-zamaana