SEARCH RESULTS
Showing search results for "ज़र्रात"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "ज़र्रात"
Nazm
bhaarat ke musalman
zarraat me.n kaliyar ke farozaa.n tirii tasviir
haa.nsii kii fazaa.o.n me.n tire kaif kii taasiir
Jagan Nath Azad
Ghazal
zindagii ret ke zarraat kii gintii thii 'nadiim'
kyaa sitam hai ki adam bhii vahii sahraa niklaa
Ahmad Nadeem Qasmi
MORE MATCHES FOR "ज़र्रात"
Ghazal
the muntashar azal me.n jo zarraat-e-kuu-e-dost
insaan ban ke aalam-e-imkaa.n me.n aa ga.e
Shakeel Badayuni
Nazm
naqqad
zulmat-e-ib.haam me.n parchhaa.ii.n tafsiilaat kii
pech o KHam khaate baguule me.n chamak zarraat kii
Josh Malihabadi
Ghazal
aayaat-e-haq hai.n saare ye zarraat-e-kaa.enaat
inkaar tujh ko hove so iqraar kyuu.n na ho
Meer Taqi Meer
Short story
Syed Mohammad Ashraf
Ghazal
zarraat-e-chashm-e-shauq hai.n aamaada-e-nigaah
mahruumiyo.n ko ab bhii tiraa intizaar hai
Fani Badayuni
Short story
Rajinder Singh Bedi
Short story
Rajinder Singh Bedi
Nazm
shahid-e-watan
bulbule paanii ke the TuuTe to dariyaa ho ga.e
ye vo the zarraat jo u.D kar surayyaa ho ga.e
Josh Malsiani
Ghazal
kuchh bhii nahii.n hai aalam-e-zarraat se aage
ik aalam-e-huu aalam-e-asvaat se aage