SEARCH RESULTS
Showing search results for "जाम-ए-शराब"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "जाम-ए-शराब"
Sher
shukriya ai gardish-e-jaam-e-sharaab
mai.n bharii mahfil me.n tanhaa ho gayaa
Salam Machhli shahri
Ghazal
aaftaab aa.e chamak kar jo sar-e-jaam-e-sharaab
rind samjhe.n ki hai saadiq sahar-e-jaam-e-sharaab
Ahmad Husain Mail
Sher
sarso.n jo phuulii diida-e-jaam-e-sharaab me.n
bint-ul-anab se karne lagaa shoKHiyaa.n basant
Muneer Shikohabadi
Ghazal
Riyaz Khairabadi
PAGE MATCHES FOR "जाम-ए-शराब"
MORE MATCHES FOR "जाम-ए-शराब"
Sher
Taban Abdul Hai
Sher
jaam-e-sharaab ab to mire saamne na rakh
aa.nkho.n me.n nuur haath me.n jumbish kahaa.n hai ab
Akhtar Shahjahanpuri
Ghazal
bazm se aaKHir-e-shab hai safar-e-jaam-e-sharaab
shaam-e-Gurbat hu.ii saaqii sahar-e-jaam-e-sharaab
Dagh Dehlvi
Sher
mai.n thaa kisii kii yaad thii jaam-e-sharaab thaa
ye vo nashist thii jo sahar tak jamii rahii
Rajendra Nath Rahbar
Sher
kisii ke haath me.n jaam-e-sharaab aayaa hai
ki maahtaab tah-e-aaftaab aayaa hai
Ghulam Rabbani Taban
Ghazal
jo nuur dekhtaa huu.n mai.n jaam-e-sharaab me.n
vo aaftaab me.n hai na vo maahtaab me.n
Raees Niyazi
Ghazal
vo ham-kanaar hai jaam-e-sharaab haath me.n hai
baGal me.n chaa.nd hai aur aaftaab haath me.n hai
Hafeez Jaunpuri
Ghazal
kisii ke haath me.n jaam-e-sharaab aayaa hai
ki maahtaab tah-e-aaftaab aayaa hai
Ghulam Rabbani Taban
Sher
kyuu.n jaam-e-sharaab-e-naab maa.nguu.n
saaqii kii nazar me.n kyaa nahii.n hai